Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGeeta Bali
HomeGeeta Bali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya jalaaya aashiyaan sayyaad ne par noch daale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe le kashtee aap kar dee maine toofaan ke hawaale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin
mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye aur dil par teer chalaaye aur dil par teer chalaaye ik jhilmil karta taara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke bas chupke chupke tadpe bas chupke chupke tadpe majboor koi bechaara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ab aan milo o
hooooo ho ho hoooo hoooooooo hoooo ho hoooo ho ho hooooo tu hi wo haseen hai tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai rukh e roshan pe zulfein bikhraye huye jaise chanda pe badal ho chhaye huye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga hoo maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga dhoonde nazrein jisse din raat koi aur nahin hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai meri awaara tabiyat ko itrahe mustekil mil gayi ab na tarsoonga mein rahat ko mujhe khwabon ki manzil mil gayi sangemarmar ki murat hai tarashi huyi meri aankhon ko barso mein tasalli huyi maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga haaye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kehne laga aisi hi kissi murat ki mere mandir mein kami hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein
tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai chaand jaanta nahin ye daastaan kiss taraf chala hai mera carvaan chaand jaanta nahin ye daastaan kiss taraf chala hai mera carvaan phir kabhi naa saath honge hum yahaan chaand ko to ye khabar nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai kitna khushnaseeb mera pyaar hai mere saamne meri bahaar hai kitna khushnaseeb mera pyaar hai mere saamne meri bahaar hai teri har adaa se mujh ko pyaar hai aaj mujh ko koi ghum nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai aaj phool mere pyaar ke khile ab na hain shiqaayeten na hain gile aaj phool mere pyaar ke khile ab na hain shiqaayeten na hain gile jo maut mujh ko tere haath se mile wo maut zindagi se kam nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai
tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare zara sa muskuraa ke tum inhein de do sahaare tumhaari berukhi se pashemaan kis liye hoti ho tum apni jawaani se khushi aur ghum ka rishta to rahega zindgaani se hai ghum kaisa kaho humse jo hai dil mein tumhaare tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare tumhaari berukhi se jalega dil bahaaron ka jo tum aansoon bahaaogi milega chain kaliyon ko agar tum muskuraaogi usi ki zindagi hai jo isse hans kar guzaare tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare tumhaari berukhi se zara sa muskuraa ke tum inhein de do sahaare tumhaari berukhi se hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm
aaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaa tumhein husn de ke khuda ne sitamgar banaaya banaaya tumhein husn de ke khuda ne sitamgar banaaya tumhein husn de ke khuda ne sitamgar banaaya banaaya chalo is bahaane tumhein bhi khuda yaad aaya ji aaya chalo is bahaane tumhein bhi khuda yaad aaya chalo is bahaane tumhein bhi khuda yaad aaya ji aaya chalo is bahaane tumhein bhi aaa aaa aa aaa aaa aaaa aaaa sitamgar nahin ho to rukh se ye parda hata do ho ho oo zara apne chehre ki hum ko jhalak to dikha do aaa aaa aa aaa aaa aaaa apni aahon mein asar paida karo dard e dil dard e jigar paida karo baad mein jalwe humaare dekhna pehle is kaabil nazar paida karo aji dil kya jigar kya mohabbat ki nazar kya ke sar patthar se takrao to us pe ho asar kya apni aahon mein asar paida karo dard e dil dard e jigar paida karo baad mein jalwe humaare dekhna pehle is kaabil nazar paida karo arre sitamgar nahin ho to rukh se ye
vandeeeee maaaaaaaaaaaaatram vandeeeee maaaaaaaaaaaaatram aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa sujlaam suflaam malayja shithlaam shashya shaamlaam maaaaaaaaaaaaaaaaaaatram aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa subra jyotsna pulkit yamini pulkusumita dhrumadal shobhini suhasinim sumadhur bhashnim sukhdaam vardaam maaaaaaaaaaaaatram sapt koti kanth kal kal ninada kar le nisapt koti bhujai trita kar karwa le sapt koti kanth kal kal ninada kar le nisapt koti bhujai trita kar karwa le aiho laage nu main aet bole bahu bal dharinim namaamim tarinim riputalwarinim maaaaaaaaaaaaaaaaatram aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa
sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam maatram sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa ehsaas thoda to jagaayen apne dilon mein hum vande maatram vande maatram kya naam hai apna jahaan mein khadein hain kahan pe hum vande maatram vande maatram hai humein jaana kahan aur chale hain kahan pe hum hum se poochhe hai ye maatre watan vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram o o o sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam matram vande jana hai taaron se aage ab na rukenge hum vande maatram vande maatram hoo ik nayee subah jagaayen saare jahaan pe
wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain chhoti si baat mohabbat ki chhoti si baat mohabbat ki aur wo bhi kahi nahin jaati kuch wo sharmaaye rehte hain kuch hum sharmaaye rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain milne ki ghadiyan choti hain milne ki ghadiyan choti hain aur raat judaai ki lambi jab saari duniya soti hai hum taare ginte rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain
ye jhoomte nazaare tum paas ho humare kehti hai kuchh nighahen samjho zara ishaare ye raah to nayi hai jaane kidhar gayi hai darr laage haaye kaise main sang chalun tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare kehta hai ye bahaar ka masti bhara samaan aankhon mein aakhen daal ke sun dil ki daastan baahen gale mein daal doon dil chaahta to hai phir sochti hoon kar na de badnaam ye jahaan badnaam ye jahaan kuchh bhi kahe zamana baaton mein tum naa aana tumko kisi ka darr kya main saath hoon tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare apna bana ke saajna munh modna nahin samjhi hoon jisko pyaar main dhoka na ho kahin dil to tumhara ho chuka haazir hai jaan bhi ek baar mere pyaar ka kar lo zara yakeen kar lo zara yakeen aisa naa munh se boliye hum to tumhare ho liye lo haath de diya hai ab haath mein tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye kasam tumhein pyaar ki isi iqraar ki naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya chalo chal den wahaan zameen aur aasmaan gale milte jahaan banale wahin aashiyan ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai
ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen ye dil jo lagaaya badi chot khaayi dil jo lagaaya badi chot khaayi jafaa tumne ki aur mujhe sharm aayi mujhe le naa doobe ye meri khataayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen wohi aasmaan hai wohi chaand taare wohi aasmaan hai wohi chaand taare magar tum nahin ho bas waade tumhaare ye kiss dil mein tumne lagi hai lagaayi ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen
zara saamne aa zara aankh mila zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na paas aa sikha doon tujhe girke sambhalna tujhko bata doon tujhko bata doon raah dekh dekh chalna paas aa sikha doon tujhe girke sambhalna tujhko bata doon raah dekh dekh chalna aise na machal mann jaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na mann ke banaye huye jaal mein na fansna kahin tujhe kahin tujhe rona pade itna na hansna mann ke banaye huye jaal mein na fansna kahin tujhe rona pade itna na hansna aise na machal mann jaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Teri Duniyaan Mein Dil Bawre Nain (1950) 03:23 12864
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 12864   

Teri Yaad Ne Maara Albela (1951) 03:51 12634
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12634   

Tu Hi Wo Haseen Hai Jiski Tasveer Khwab (1980) 04:50 31530
 
Poster of Khwab (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:50   Song Number : 31530   

Tum Ho Saath Raat Bhi Haseen Mohar (1959) 03:29 15628
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:29   Song Number : 15628   

Tumhaari Berukhi Se Pareshaan Hain Nazaare Yauwan (1973) 03:38 11343
 
Poster of Yauwan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Anil Dhawan
Duration : 03:38   Song Number : 11343   

Tumhein Husn De Ke Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) 10:27 38628
 
Poster of Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dattaram Wadkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Shashi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 10:27   Song Number : 38628   

Vande Maatram Anand Math (1952) 03:15 21399
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Patriotic
Year- 
1952
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Raag- 
Des
Duration : 03:15   Song Number : 21399   

Vande Maatram (Lata Mangeshkar) Anand Math (1952) 04:45 11284
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Patriotic
Year- 
1952
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Des
Duration : 04:45   Song Number : 11284   

Wo Paas Rahein Ya Bari Behen (1949) 02:41 21413
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman, Geeta Bali
Duration : 02:41   Song Number : 21413   

Ye Jhoomte Nazaare Nai Raahen (1959) 03:38 16460
 
Poster of Nai Raahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Anoop Kumar, Geeta Bali
Duration : 03:38   Song Number : 16460   

Ye Nai Nai Preet Hai Pocket Maar (1956) 03:50 21452
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:50   Song Number : 21452   

Yeh Kaisi Adaayen Hai Unki Raag Rang (1952) 03:14 15653
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:14   Song Number : 15653   

Zara Saamne Aa Zara Aankh Mila Baaz (1953) 03:13 38398
 
Poster of Baaz (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Geeta Bali
Duration : 03:13   Song Number : 38398   
Karaoke Songs of geeta bali, Sad Songs of geeta bali, Love Songs of geeta bali, Dance Songs of geeta bali, Hip-hop songs of geeta bali, Best songs of geeta bali, Super hit songs of geeta bali, hit songs of geeta bali, duet songs of geeta bali, solo songs of geeta bali, old songs of geeta bali, famous songs of geeta bali, Hindi Karaoke Songs of geeta bali, Hindi Sad Songs of geeta bali, Hindi Love Songs of geeta bali, Hindi Dance Songs of geeta bali, Hindi Hip-hop songs of geeta bali, best Hindi songs of geeta bali, super hit Hindi songs of geeta bali, hit Hindi songs of geeta bali, duet Hindi songs of geeta bali, solo Hindi songs of geeta bali, old Hindi songs of geeta bali, famous Hindi songs of geeta bali, Sing Along Songs of geeta bali, Sing Along Sad Songs of geeta bali, Sing Along Love Songs of geeta bali, Sing Along Dance Songs of geeta bali, Sing Along Hip-hop songs of geeta bali, Sing Along Best songs of geeta bali, Sing Along Super hit songs of geeta bali, Sing Along hit songs of geeta bali, Sing Along duet songs of geeta bali, Sing Along solo songs of geeta bali, Sing Along old songs of geeta bali, Sing Along famous songs of geeta bali